Mudra Vigyan
*Mudra vigyan yani adbhut chikitsa shastra
(1) Angutha (agnitatva) (2) Tarjani (vayutatva) (3) Madhyama (akashtatva )
(4) Anmika (orithvitatva) (5) Kanishtha/choti anguli (jaltatva).
(4) Anmika (orithvitatva) (5) Kanishtha/choti anguli (jaltatva).
(1) Gyanmudra pehali tarjani anguli ki tok ko milane se gyan mudra banti hai.
*Labh/Fayde- Niyamit abhyas se gyantantu shakriya bante hai. Ashant chintatur mann shant banta hai. Mann ki manasik ekagrata & yadshakti badhati hai* Murcha (fitt) ka ana, chid-chida pan, ghabraman, vyakulta,nirashapan krodh shant hota hai.* (anidra) ke rog me gyanmudra uttam uparant jyada nind ati ho to tab bhi sapraman banti hai.*Adhashishi (migrain) ke dardi gyan mudra ke sath pran mudra karne par sharir ki antahastravi granthiyon ka ras niyantran hota hai.
(2) Dhyan mudra dave hath ki hatheli par jhimne hath rakhkar dono hath ke anguthe ko ek dusare ke sath milakar uske bad dono hath nabhi ke niche rakhne par dhyan mudra banti hai.
* Padmasan ya sukhasan me bethkar dhyan mudra karne se sharir me urja stitra paida hota hai. Mann ki chanchalta door hokar ekagrata aati hai. Adhyatmik sthiti me pahochane ke liye yaha mudra uttam hai. *Satvik vicharon ka nirman hone semanav ka abha mandal (tejovalay) shuddha aur prabhav shali hota hai. * Karod rajju sidhi rehane se shushumana nani ka pravaha shuddha hota hai parina vyakti ke manasik bhumika uccha- pavitra banti hai. *Snayu va anya avavyav shakti shali bante hai. *Krodh Avegh shant banta hai Manasik tan kabu me ata hai.
(3) Vayu mudra sukha san me shant bethkar pehali ungali modkar uski tok anguthe ki mool tak yani (anguthe ki jad) me lagakar uske upar angutha rakhkar halka dabav dena baki ki teeno ungaliya sidhi rakhane se vayu mudra banti hai.
* Labh/Fayade-Is mudra se vat rog me vayu mudra upayogi hai Vat rog jaise kampavat,(parkins)saytika, sol,lakhva, poliyo,ghutne me tatha karod rajjuon ke dard me taha mudra se aram milta hai.*Bhojan ke bad pet me aphara chadhe ya bechaini lage to vajrasan me bethkar vayu mudra karne par turant shanti milti hai.*Gardan ki pida me mudra banakar davi baju me takalif ho to jhimane hath ko phiraye. *(Vishitata) anguthe ki jad me jaha tarjani ka dabav aata haivaha kuch samoadi bindu hote hai jise pura sharir svastha aur samatol hota hai.*(Chetavani) vayu mudra tis min. se jyada samay na kare haaaa din me do tin bar 15-15 min. jarur kar sakte hia aur pida dard vayu shant hone par vayu mudra ika prayog na kare.
(4) Akash mudra madhyama (dusari anguli ) ki tok kko anguthe ki tok par lagakar baki ki tino anguli sidhi rakhane par akash mudra hoti hai.(Chetavani) akash mudra karke hath ko sidha akash ki aur failaye. Kabhi ulta hath yani jamin kiaur na rakhe
*Labh/Fayade- Akash mudra sukasan me karke ankhon ko band kar kar bethane se gyankendra (shahastracharchakra) jagrit hone ka anubhav hota hai.divya shakti ka shakshatkar hone kla anubhav hota hai sath-hi-sath mann ki sphurna shakti badhati hai.*Akash mudra ke prayog se haddi ke koi bhi rog me rahat milti hai aur calcium milne se sharir majbut banta hai. Koi vyakti me shayad stroid kefi padartaha liya ho to is mudra se adasar khalas ho jati hai.*Dat ki taklif door hokar dat majboot hote hai koi time bagasa khane ke bad jadba jakad javbe to akash mudra ke prayog se turant rahat milti hai.Isi karan se bagasa ane par angutha va madhyama ki madat se chutki bajate hai.*Aur madhya anguli ka hriday se sidha sambandh hone se hriday ki koi bhi bimari me fayada hota hai.*Mudra se kan ki bimari me rahat milti hai.
(2) page (click here)
(2) page (click here)